|
 |
 |
 |
| |
|
|
|
Kisi Ko Apna Banakar Dekh Liya |
barish ki tarha ankhein bhi moti barsati hain,
jab yaadeinn teri mere dil par ghata si chhaa jati hain,
ankhon ke sare manzar dhundla se jate hain,
jab barish mein har sama dhul se jate hain,
is hava mein bhi shayad meri ankhon ki nami hai,
tanhayi mein yaadon ke panno ko bhigo jati hai,
kudrat ke har manzar mein kitni dilkashi hai,
kyon mere dil par ye dhund si jami hai,
teri yaadein bhi is mousam ki tarha hain,
phool ban kar aati hai patto ki tarha jhad jati hai,
yaar teri yaad mein kuch to baat hai aisi,
kuch pal ke liye hi sahi tera saath de jati hai.
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
| |
|
|
| |
|
 |
 |
 |
| |
 |
|
| |
| |
Flowers need sunshine, violets need dew, all angels in heaven know I need you. Years may fly, tears may dry, but my friendship with you will never die.
More>> |
|
|
|
| |
 |
|
|
|
|
|
|
|