|
 |
 |
 |
| |
|
|
|
Rok Lo |
rok lo dhamake bamon ke abhi
ghod suni na ho maa ki kabhi
bas gaya hain shehar bamon ke dher par
roshni ro padi sihri andher par
kya milega bam ke kartaon bolo?
kaal aaye tumhara paapon ko dho lo
kitni jaane gayi hain tere karm se
koun hain tu hata jo tu apne dharm se
mandi pad gayi ye rounak baazar ki
raakhiyon mein chamki thi jo sansaar ki
chhup gaya tu kahan saamne aa zara
kiski shah pe kiya ye shuru silsila
ab jaaye kahan har jagah darr hi darr
har jagah bam va baarud katte hain sar
abhaga bana kyu ye mera shehar
bhagyanagri mein bahti thi pyaari jiski nahar
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
| |
|
|
| |
|
 |
 |
 |
| |
 |
|
| |
| |
Flowers need sunshine, violets need dew, all angels in heaven know I need you. Years may fly, tears may dry, but my friendship with you will never die.
More>> |
|
|
|
| |
 |
|
|
|
|
|
|
|