|
 |
 |
 |
| |
|
|
| Dard Baki Hai |
Abhi woh dard baaki hai
Agarche waqt marham hai
Magar kuch waqt lagta hai
Kisi ko bhool jaane mein
Doobara Dil basane mein
Abhi kuch waqt lagna hai
Abhi woh waqt baaki hai
Main kaise nayi Ulfat mein
Apni zaat ko gum kardoon
Ke mere jism o wajda main
Abhi woh fard baaki hai
Abhi us shaks ki mujh par
Nigaah-e-sard baaki hai
Abhi to Ishq ke raaston ki
Mujh par gard baaki hai
Abhi woh dard baaki hai
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
| |
|
|
| |
|
 |
 |
 |
| |
 |
|
| |
| |
Flowers need sunshine, violets need dew, all angels in heaven know I need you. Years may fly, tears may dry, but my friendship with you will never die.
More>> |
|
|
|
| |
 |
|
|
|
|
|
|
|